Thatta ke muqam par jab ulama ne Dar-e-Dunya mein Deedar-e-Khuda hone ke mutaliq Hz Imamuna Mahdi Mauwood(AS) ko gawah pesh karne ka mutaleba kiyaa, Tab Imamuna(AS) ne apne kin do Ashaab-e-Kiram se poocha - Qazi, sar ki aankh se Deedar-e-Khuda-e-Ta'ala hone ki tahqeeq ke liye gawahi ka Talib hai, Kya tum gawahi dogey? (Do sahin jawab select kare'n)